Comments on: यौनजीवन: भारतीय अवधारणा

By: janki
mere pati   ne mere sath dusari shadi ki hai , unki pahli patni se divorce ho gaya hai, par mere pati ne unke gharwalo se yani ki mere sas aur sasure ye baat chupake rakhi hai ki unho ne divorce leke dusari shadi ki hai.  main chahti hoo ki vo muje apne gharvalo ko bata de ki unho ne mujse shadi kar li hai. to muje kya karna chahiye. please  give me suggestion

janki

By: मिहिरभोज
गुरूजी आपका यह लेख सचमुच बहुत ही रोचक और उपयोगी है.क्यों कि यौन धारणाओं के बारे में सार्थक चर्चा बहुत ही कम देखने में आती है,.

By: श्रीश शर्मा
अगली कड़ी की प्रतीक्षा है।

By: ashutosh
” yaun-shiksha kee bharteeya awadharna” rochak vishay hai.ham aapkee pooree baat jananaa chahenge.

lekin ek baat pahle saaf ho jaanee chahiye.

kathmulle dharmdhawjee khud sex- education ke hee khilaf hain, n ki iskee american awadharnaa ke.

unke hisaab se sex ko education kaa vishay banana hee paap hai.

bhartiya yaun -shikshaa kee samriddh paramparaa ko dekhate huye ,jaahir hai ,ki dharm ke SHAKHA-MRIGON kee ye soch pooree tarah gair-bhartiya hai.

we nahi jaante ki sex ko paap samajhanaa aur uske baare me vyaapak agyaan ko badhawaa denaa khud ek pashchimi vichar hai. jiske khilaaf FREUD KO EK POOREE VAICHARIK KRANTI KARNEE PADEE THEE. freud kee anek baten bahas-talab ho saktee hain, lekin usne sex ko sin samajhane ke pashchimee sanskaar ke khilaaf bagaawt kee thee.

dharmdhwajee kathmulle victorian morality ko bhartiya samajh kar kaleje se chipkaye huye hain.

we nahi jaante ki sex ko paap samjhanaa hee sabhee vikritiyon aur amaanveeutayon kaa mool srot hai.

ya shayad we jaante bhee hon. aur jaanboojh kar ye paap kar rahe hon.shayad we jaante hon ki manushya kee swatantra prgyaa ka daman karne ke liye sabse pahle uskee sexuality kaa daman karnaa jarooree hota hai.

ham pashchim kee vikritiyon se bach saken iske liye sex-education  aur bhee jarooree hai.

chahe wah bhartiy awdharnaa par aadharit ho,chahe duniyaa kee sabhee sanskritiyon me jo sarvsreshth hai us sab par.

kathmulle dharmdhwjee to n KAMSUTRA ko pacha payenge ,n GEETGOVIND ko, n INTERPETATION OF DREAMS  ko.

sabse pahle ye tay honaa hai ki yaun -shiksha chahiye ya nahi.wah bhartiya hogee ki american -ye baat uske baad hee tay ho saktee hai.

By: संजय बेंगाणी
आगे बढ़ाएं.

By: Neeraj Rohilla
अभी तक तो आपकी बात से सहमत हैं, आगे की कड़ी का इंतज़ार रहेगा |

साभार,